Tamatar
paneer ek bohot hi mashoor indian sabzi hai. Ye recipe fat ko bhi low rakhte
hai aur khaane mai bohot hi swadisht hoti hai. Paneer ki sabzi sabhi log bohot
hi pasand se khate hai.
Samagari (Banane ka saman) - Ingredients
1. Tail - 1 chmmach
2 .Jeera -1chmmach
3. Saunf - 1
4. Adharakh - lahsun ka pest -1/2 chmmach
5. Taomato pyuri -1/2cup
6 Nnamak-suwadanusar
7. Kata huaa panir -1 cup
8 Chini- 1 chmmach
9 .Garam masala- 1 chmmach
10 .Dudh- 1/4 cup
11. Dhaniya pati-garnish Kai liye
VIDHI ( BANANE KA TARIKA)
1. Ek kadhiye le kadhiye me teal garam kare.
2. Ussme zira, saunf, adharak, lahsun ka paste bana kar kadhayi mai dale .
3. Kate huye shimla mirch dalye.
4. Ek minut tak bhune .
5. Tamato pyure dalye .
6. Ab issme namak ,garam masala aur chini dalaye in sub samagareyo ko teal chd ne tal bhune.
7. Ab issme dudh daliye aur isse auchi tarha milye.
8. Ab issme panir kai tukade daliye .
9. Madhayam aanch par do minut tak pakaye.
10 Dudh ko jiyada na pakaye warna dudh fat sakta hai .
11, Dhaniya patee se garnish kar ke garma garam sarw kare.
No comments:
Post a Comment