Multani Paneer Tikka ek Indian dish hai. Ye khane me bahot hi tastey hote hai aur multani Paneer Tikka banae me bahot hi easy hoti hai.
Vidhi (Recipe in Hindi)
Samagari (Banane ka saman) - Ingredients
- Paneer- 1/2 kg
- Kaddukas kiya hua chiz-4cup
- Katye huaa mushroom-2 cup
- Kata huaa hara pyaaz -1 cup
- Kati huye hare mirch-2
- Katye huye adrak-2 spoon
- Kate huye dhaniya pati-3 spoon
- Garam masal powder-1/2 spoon
- Kali mirch pwoder-1 spoon
- Sabhut jeera- 1 spoon
- Besan-1/2 cup
- Namak - sawadanusa
- Tail - aawashaktaannusar
Vidhi (Recipe in Hindi)
- Paneer ko patelaye aur lambe tukdaa me kaat le aur bachaye huye paani ko nikal de.
- Kadhayhe me tail garam karye aur jeera daalye. jub jeera pakk jaaye to hare pyaaz ko halka sa bhunaye.
- Adhrak dhaniya pati ,garam masala, mirch ,mushroom aur namak daalye.auchi tarah se bhunaye aur misharan ko puri tarah thanda honaye de.
- Paneer ko ek -ek tukada le aur us par spoon ki maddat se aadhaye hisse tak mushroom wala misharan failaye.paneer ke aadhaye hisse se dhak de.
- 5. Ab besan ka ghol tiyar kare. aur ussme tiyar kiye gaye paneer tikka dubbaye. nonstick brown honaye tak talaiye. pudine ki chatani ke sath garm garm parose.
No comments:
Post a Comment