Aapne family ko wahi purane chawal khila kar pareshan ho gaye. Aaye apne family ko kuch naya banake khilaye gajar kai chawal. Isse banane ka tarika bhi aasan hai.
* Chawal - 1.1/2 cup
* Ghee- 2 spoon
* Daalchini -1 tukada
* Long -2
* Sabut kali mirch -4
* Sonf -1 spoon
* Kataye pyaaj - 1\4 cup
* Kaddukas kiya huaa gajar- 1 cup
* Namak- sawadannusar
1. Chawal ko saaf karke 10 mint ke liye paani me bhigoye.
2. Chawal ko paani se nikale aur ek aur rakh de.
3. Pareshar kukar me ghee garam kare.
4. Usme daal chini , long , kali mirch sonf, aur kate huye pyaaj daale.
5. Pyaaj ko sunhara hone tak bhune.
6. Ab kukar me chawal, gajar wa namak daale.
7. 5 min tak bhunye.
8. Pareshar kukar me garam paani daale aur kukar ko band karke 2 siti lagaye.
9. Bhap apne aap nikalne de.
10. Chawal ke daano ko halke hatho se alag kare garam garam parse.
Samagari-Ingredients
* Chawal - 1.1/2 cup
* Ghee- 2 spoon
* Daalchini -1 tukada
* Long -2
* Sabut kali mirch -4
* Sonf -1 spoon
* Kataye pyaaj - 1\4 cup
* Kaddukas kiya huaa gajar- 1 cup
* Namak- sawadannusar
Vidhi- Recipe
1. Chawal ko saaf karke 10 mint ke liye paani me bhigoye.
2. Chawal ko paani se nikale aur ek aur rakh de.
3. Pareshar kukar me ghee garam kare.
4. Usme daal chini , long , kali mirch sonf, aur kate huye pyaaj daale.
5. Pyaaj ko sunhara hone tak bhune.
6. Ab kukar me chawal, gajar wa namak daale.
7. 5 min tak bhunye.
8. Pareshar kukar me garam paani daale aur kukar ko band karke 2 siti lagaye.
9. Bhap apne aap nikalne de.
10. Chawal ke daano ko halke hatho se alag kare garam garam parse.
No comments:
Post a Comment