Seviya kheer kise bhi khas moko kai liye nhi balki aapka jub dil chahai aap apne famliy kai liye bana sakte hai. Seviya kheer or kheer is one of the easiest desserts and very sweet and simple, taste and quick to make.
1. Ghee - 3 spoon
2. Dudh-2 spoon
3. Kesar - chutki bhar.
4. Elaychi powder- 1/2 spoon
5. Barik kata badam- sajawat kai liye.
6. Seviya- 1/2 cup
7. Chini- 3\4
* Kadhahi me ghee garam kare aur dhimi anch par seviya ko teen se char mint bhunaye.
* Kadhahi me 1 cup panni aur 1/4 cup dudh daale.
* Auchi tarah se milaye aur lagaatar chalate huye 4 se 5 mint tak pakaye
* Chini aur bachaa huaa dudh daal kar milaaye
* Lagaatar chalaate huye 3-4 mint tak pakaye
* Elaychi powder daalkar milaaye 1-2 mint aur pakaye gas of kare
* Kate huye badam se sajaa kar parose.
Ye khir sirf do logo kai liye tiyar ki gaye hai
Isko tiyar hone me kull 20 mint lagaye.
Samagari ( Banane ka saman) - Ingredients
1. Ghee - 3 spoon
2. Dudh-2 spoon
3. Kesar - chutki bhar.
4. Elaychi powder- 1/2 spoon
5. Barik kata badam- sajawat kai liye.
6. Seviya- 1/2 cup
7. Chini- 3\4
Vidhi ( banane ka tarika ) Recipe
* Kadhahi me ghee garam kare aur dhimi anch par seviya ko teen se char mint bhunaye.
* Kadhahi me 1 cup panni aur 1/4 cup dudh daale.
* Auchi tarah se milaye aur lagaatar chalate huye 4 se 5 mint tak pakaye
* Chini aur bachaa huaa dudh daal kar milaaye
* Lagaatar chalaate huye 3-4 mint tak pakaye
* Elaychi powder daalkar milaaye 1-2 mint aur pakaye gas of kare
* Kate huye badam se sajaa kar parose.
Note :
Ye khir sirf do logo kai liye tiyar ki gaye hai
Isko tiyar hone me kull 20 mint lagaye.
No comments:
Post a Comment