Wednesday 11 May 2016

Papad Roll Recipe in Hindi

Papad Roll bacho ki favorite snacks mai se ek hai. Chote bachcho ko papad bahot pasand hota hai. Hum papad ko naya roop de kar usse apne bachcho kai liye healthy bana sakte hai.







Samagari (Banane ka saman) - Ingredients



*  Farnch beans kataye huye aur ubalaye huye- 1oo gm

*  Fullgobhi kataye huye aur ubalaye huye- 100 gm

*  Matar nikale huye ubale huye-100 gm

*   Gajar chili huye aur uabali huye- 100 gm.

*   Aalu khilaye hye aur uabalye huye- 1oo gm.

*  Paneer -100

* Rice  -10 gm

* Kadhi patta - 1

*   Jeera - 1

* Haldi powder - 1spoon .

* Kichan king masala -1 spoon.

*  Dhaniya aur jeera pwoder - 1spoon .

*   Garam masala- 1 spoon.

*   Kadi pata -6,7.

*  Lahsun baraik katye huya -4 .

*   Hari mirch barik kate huye- 2.

*   Papad -5 .

*  Namak - sawad aanusar.

* Tail- talne kai liye.


Vidhi  ( Banane ka tarika) recipa


* Ek pan me tail garam kare.

* Jeera va kadi patta ka chook lagaye.

* Subhi subziya wa masale daalye.

* 10 mint tak pakaye.

*Papad ko gila kar lee .

*  Usme tiyar misaran daale.

*Papad ko roll kar lee.

*  Ab unhai sunhaira hone tak tali lee.

* Ab garamgarm parse.

No comments:

Post a Comment