Egg roll agar aap kai gharo me ande khatye hai to kiyu na aap is andaye ko dusare rup me unhai khilaye.is roll ko aap apne bachcho ko school me aur apne husband kai lunch box me silwar fail me lapat kar de sakte hai.
Waise sabhi bachche khana khane me bahot nakhare karte hai magar dikhana aap agar unkai lunch box me egg roll rakhe ge to wahi kaha jaiye ga dabba khali pat full.
Samagari (Banane ka saman) - Ingredients
- Anda-4
- Peda- 2 cup
- Pyaaj kataye huye -1
- Barik kate hari mirch-1
- Laal mirch ka powder -1spoon
- Tamatto sauce- sawadannsar
- Pili sauce- sawad aanusar
- Nimbu ka ras-1 spoon
- Kaddukas kiya gajar-1 cup
- Shimla mirch-1 cup
- Tail- 2 spoon
- Namak - sawadannusar.
Vidhi (Recipe in Hindi)
* Medaa me swadannusar namak milaye.
* Panni ki madat se gund lee..
* Madaa se 4 loi bana kai roti banaye.
* Tawa par pahle ek chapatee ko halka se tail ke sath seke.
* Ek anda me thoda sa namak daal kar fate aur usse tawe par roti jitna failaye aur omlate bana lee.
* Ab om late ke upar tiyar roti daale.
* Dono aur se pakaa lee.
* Gas par se isse uttare aur ek motaye papaer kai upar rakhe.
* Upar se kate huye pyaaj, hari mirch, namak, kaddukas ki huye gajar, subji soya sauce aur nimbu ka ras dalee.
* Ab chapati ko thoda sa mode aur fir paper ke sath usse mode.
* Niche kia hisse ho papaer se kawar kare
* Garmgarm khaye.
No comments:
Post a Comment