Friday, 20 May 2016

Gajar Halwa Recipe In Hindi

Jaise hi sardiyo ka mosam aata hai samjhye gajar kai halwa ka mosam aa gaya .Gajar ka halwa humrai bharat ki bahot hi faimas halwa hai. Yai  humarai bharat mai sabhi gharo me banaye jate hai .Ye banane me bahot hi easy hote hai. Gajar ka halwa sabhi gharo me sardiyo me banaya jate hai. Is halwye  ko adhiktar ghaoro me ek mithai kai roop mai bhi banaya jata hai .ye mithai sardiyo me sabhi gharo me gaao me banaye jate hai.


Samagari- Ingredients




  • Gajar-8baadi.
  • Ghee-2spoon.
  • Dudh-10cup.
  • Milk powder-5cup.
  • Elayechi powder-4cup.
  • Chini-4cup.
  • Badam-9.
  • Kaju-9.garnish kai liyee.

Vidhi-Recipe 


 1.Gajar ko dho kar saaf kar kai kaddukas kar lee.

2 Moti taiye waliyee kadai me dudh ko daal kar dudh ubalne de.

3. Dudh me kaddukas ki huye gajar daliye.

4.Gajar daalne kai baad dhimi aanch par 1 ghantye tak pakne de becch-becch me gajar ko hilatye rahe .
5. Aap gajar ko becch-becch me nhi hilaye gaye to dudh jal kar jaye ga aur aapki gajar talee me chipak sakte hai.

6.Milk powder mila kar pakaye.

7.Jub gajar ka dudh sukh jaiye to aap chini daal saktye hai.

8.Chini ka paani sukh janye par gas off kar dee jiye.

9.Ab aap ek dusari kadai lee.

10.Ab is me ghee garam karye.

11.Jub  ghee garam hojye to elayechi daal de.

12.Ab us kadai me pakka huaa halwa daal de jiye.aur auchi tarha mila de jiye.

13.Elaychi powder,kaju,badam se garnish kare.

No comments:

Post a Comment