Aap logo ne markit me chaat to bahot khaiye hoge .Magar wo chaat bus ek suwad kai liye hote hai Magar baskit chaat hum banaye gaye wo suwad me bhi badhiya hote hai saathi hi saath aapka pat bhi bhar jaye ga saath hi ghar me banaye chaat helthy bhi hai .Bahar ki chaat se is chaat ko banana bahot hi easy hota hai.Ye chaat bahot hi famous hai gujarat mai.
2.Ab isse watar nal kai nichye 5-6 baar dho lee.
3.Ab isme se sara paani nikal kar isse ek kapde kai uapar rakh kar sukha lee.
4.Sara paani sukhane kai baad barabar 4 bhago me baant lee.
5.Ek kadai me tail lee.
6.Ek hisse kai aloo ko chanee me daliye,dusari channe se dabaa kai rakhe.
7.Ab isse channe ko tail me dalaye,aloo ko sunhara hone tak pakne dee.
8.Ab is baskit ko sawdhani se nikal lee jiye.
2.Ab is me ubaliye huye aloo beans dalaye.
3.Ab is me 2 spoon imli ki chatni,namak jeera powder aur laal mirch daliye.
4.Dahi daal kar,hari chatni,aur hara dhaniya ,kaddkas kiya huaa adrak daal kar sajaye
ab isse parose.
Samgari-Ingredients
Basket banane kai liye
- Aloo-3(kaddukas kiya huaa)
- Channi-2(choti basket banane kai liye)
- Tail- talne kai liye
Basket me bharne kai liye.
- Besan-1cup(ubalaye huye matar,kalaye chane)
- Aloo -2(chakor tukade karatye huye)
- Tajahi -1cup(fata huaa)
- Laal mirch powder-1spoon
- Bhuna huaa jeere ka powder-1spoon
- Imli ki chatni-1/2 cup
- Hari chatni-2spoon
- Adrak-1spoon (kaddukas kiya huaa)
- Hari mirch-1(barik kate huye)
- Hara dhaniya-2spoon(barik kata huaa)
- Namak-sawadannusar
Vidhi-Recipe
Basket aise banaye
1.Kaddukas kiye huye aloo ko 20-25 min tak thandye paani me daal kai rakhe.2.Ab isse watar nal kai nichye 5-6 baar dho lee.
3.Ab isme se sara paani nikal kar isse ek kapde kai uapar rakh kar sukha lee.
4.Sara paani sukhane kai baad barabar 4 bhago me baant lee.
5.Ek kadai me tail lee.
6.Ek hisse kai aloo ko chanee me daliye,dusari channe se dabaa kai rakhe.
7.Ab isse channe ko tail me dalaye,aloo ko sunhara hone tak pakne dee.
8.Ab is baskit ko sawdhani se nikal lee jiye.
Parosane ke liye
1. Baskit ko kisse palat mai rakhe lee.2.Ab is me ubaliye huye aloo beans dalaye.
3.Ab is me 2 spoon imli ki chatni,namak jeera powder aur laal mirch daliye.
4.Dahi daal kar,hari chatni,aur hara dhaniya ,kaddkas kiya huaa adrak daal kar sajaye
ab isse parose.
No comments:
Post a Comment