Sunday 22 May 2016

Bhindi Kurkuri Recipe in Hindi

Kurkuri bhindi ek aise recipe hai jisse aap apne family ko starters ya snacks kai roop me bhi khila sakte hai .Ye besan se lipte huye bahot hi kurkuri hote hai.


Samagari-Ingredients


  • Bhindi-1/2 kg (lambayee me char tukado me katti huye ho.)
  • Besan-1/2 cup
  • Namak-sawadannusar.
  • Laal mirch-1/4 spoon.
  • Chat masala-1/4 spoon.
  • Nimboo ka ras-1/2spoon.
  • Tail-talne kai liye.

Vidhi -Recipe


1.Bhindi ko auchi tarha se dho lee. dho kar bhindi ko said me rakh dejiye jub tak bhindi ka paani sukh na jaye.

2.Bhindi ko auchi tarha kapde se puch  lee.

3.Ek bhindi lee bhindi kai dono said ko kaat lee jiye.fir bhindi ko sidha pakad kar char tukado me kaat lee jiye.

4.Ek bartan me besan lee,paani daal kar ghol banaye.

5.Bhindi ko us ghol me daaliye.

6.Ek kadai le usme tail daliye.

7.Tail garam hone kai baad sabhi misharan daal lee jiye.

8.Misharan ko sunhaira hotye hi besan se lipte huye bhindi kadai me dalee.

9.Ab gas ko taj kar kai  bhindi ko dhak diye.

10.Bhidi ko 2 mint tak dhak kar pakkaye.

11.Dhakan ko hata kai 1-1 min baad hilaye.

12. 5-6 min me aapki bhindi tiyar hai.

13.Ab isse garma garam parose.

No comments:

Post a Comment