Soya chilli ek chinese recipe hai .Aaye hum isse indian style me banate hai. Ye khane me bahot hi testy hai ye recipe bahot hi easy hai.
1.Ek non stick pan mai tail daal kar tail garam ki jiye.
2.Ab is me adrak ,lahsun ka paste daal kar 1 min tak bhune.
3.Ab is me sukhi laal mirch daal kar 1/2 min tak bhune.
4.Ab is me pyaaz daaliye,pyaaz ko brown hone tak bhune.
5.Ab pan me hari mirch,shimala mirch daal kar 1 min tak bhun lee.
6.Ab pan me soya bean chunks daal kar 5 min tak pakaye.
7. Ab is me dark soya sauce,red chilli sauce,tamatto ketchup daal kar auchi tarha se mila de jiyee.
8.Pan ko dhakan se dhak kar 20 min tak pakaye.
9.Ab aapka soya chilli tiyar hai isse garmgarm parose.
Samagari - Ingredients
- Soya bean chunks- 15-20 min tak bhigoye huyee( becch me se katye huye)
- Hari mirch-3kate huyee
- Sukhi laal mirch -2(becch me se bheeg nikale huye
- Til ka tail-2spoon
- Adrak-1spoon paste
- Lahsun-1spoon paste
- Pyaaz kate huye-1 cup
- Hari shimla mirch-1cup kate huye
- Dark soya sauce-1/2 spoon
- Red chilli sauce-1spoon
- Tamatto ketchup-2 spoon
Vidhi-Recipe
1.Ek non stick pan mai tail daal kar tail garam ki jiye.
2.Ab is me adrak ,lahsun ka paste daal kar 1 min tak bhune.
3.Ab is me sukhi laal mirch daal kar 1/2 min tak bhune.
4.Ab is me pyaaz daaliye,pyaaz ko brown hone tak bhune.
5.Ab pan me hari mirch,shimala mirch daal kar 1 min tak bhun lee.
6.Ab pan me soya bean chunks daal kar 5 min tak pakaye.
7. Ab is me dark soya sauce,red chilli sauce,tamatto ketchup daal kar auchi tarha se mila de jiyee.
8.Pan ko dhakan se dhak kar 20 min tak pakaye.
9.Ab aapka soya chilli tiyar hai isse garmgarm parose.
No comments:
Post a Comment