Aap jatye hi hai ki tori ki sabzi garamiyo me markit me aate hai. Tori ki sabzi bana bahot hi easy hota hai saath hi ye jaldi bana jatye hai. Ye bohot healthy hotye hai aaye banaye hai tori ki sabzi.
Samagari -Ingredients
Vidhi -Recipe
1. Tori lee usko auchi tarah dho kar saaf kar lee. ab isse chil lee,chil kar tori ko ya to gool aakar me ya fir lambe tukade me kaat lee.
2. Tamatar lee kar miksar me pees lee.
3. Ek kadai lee usme tail daal kar tail garam kar lee jiye,ab isme rai aur jeera daal lee ab isme hing daal lee jiye aur auchi raha milaye .
4. Tamatar ka peest daal kar bhune, fir masaale daal dee. masala bhune kai baad tori daal kar chalaye.
5. Agar aapko tori tarie daar banane hai to usme thoda sa paani daal lee.
6. Pakne kai baad haraa dhaniyaa pati daal kar anch se utaar lee,garma garam parosiye.
Samagari -Ingredients
- Tori - 250 gm.
- Tamatar - 2( katye huye).
- Laal mirch powder - 1spoon.
- Dhainaya powder - 1 spoon.
- Rai - 1/2 spoon.
- Jeera -1/2 spoon.
- Haldi powder - 1/2 sponn.
- Hing -1/4 spoon.
- Tail - 3 spoon.
- Haraa dhaniya - 1 cup.
- Namak - sawadanusar.
Vidhi -Recipe
1. Tori lee usko auchi tarah dho kar saaf kar lee. ab isse chil lee,chil kar tori ko ya to gool aakar me ya fir lambe tukade me kaat lee.2. Tamatar lee kar miksar me pees lee.
3. Ek kadai lee usme tail daal kar tail garam kar lee jiye,ab isme rai aur jeera daal lee ab isme hing daal lee jiye aur auchi raha milaye .
4. Tamatar ka peest daal kar bhune, fir masaale daal dee. masala bhune kai baad tori daal kar chalaye.
5. Agar aapko tori tarie daar banane hai to usme thoda sa paani daal lee.
6. Pakne kai baad haraa dhaniyaa pati daal kar anch se utaar lee,garma garam parosiye.
No comments:
Post a Comment