Thursday, 30 June 2016

Kamal Kakdi Kofta Recipe in Hindi

Kamal kakdi kai kofta bilkul louki kai kofta ki tarah naram hi banatye hai. Lakin inka suwad alag sa nikal kai aata hai. Agar aapko garvy waliye sabzi pasand hai to aap ek baar apne ghar me ye kamal kakdi kai kofta banaye.

Kamal Kakdi Kofty Recipe in Hindi

Samagari - Ingredients

  • Kamal kakdi - 250 gm.
  • Dahi - 200 gm.
  • Besan - 150 gm.
  • Jeera - 1/2 spoon.
  • Haldi - 1/2 spoon.
  • Dhaniyaa - 1/2 spoon.
  • Pyaaz - 2.
  • Adrak - 1 tukada.
  • Garam masala - 1/2 spoon.
  • Ghee - 100 gm.
  • Hing - 1/4 spoon.
  • Haraa dhaniyaa - 1/2 cup.
  • Namak - suwadanusar.

Vidhi - Recipe


1. Kamal kakdi ko paani se dho kar chil kar kas lee.Ek bartan me besan ko chaan kar usme kasee huye kamal kakdi milaa dee.

2. Ghol pakodhiyo jaisa banaa lee.

3. Kadai mai ghee garam karke kofta tal lee.

4. Ab baaki bache ghee mai hing,jeera,pyaaz,aur adrak ka past daal kar sunhaira hone tak bhune.

5. Isme namak,mirch,haldi wa dhaniy aur dahi daal kar dubara bhune,jub masala ghee chodne lage to paani daal dee aur ubalne dee.

6. Paani ublne lage to kofty daal kar pakne dee kuch dear pakne dee ,kuch dear pakne kai baad gas band kar diye.

7. Ab is paiye haraa dhaniya daal kar garam garam khilaiye.

No comments:

Post a Comment