Sunday 5 June 2016

Soya Bhurji Recipe in Hindi

Soya bhurji ek taste aur jaldi banaye wale recipe hai. Ye recipe bahot hi healthy hai  protein se barye .Ye bahot hi alar tarikye ki recipe hai. Ye recipe aise hai jisse aap chapati kai saath aur bread par rakh kar tost bhi bana saktye hai.

Aap kisse bhi roop me apne family ko khila saktye hai. Aap apne baccho kai lunch box me roti par rakh kar roll bhi bana sakte hai.

Soya Bhurji Recipe in Hindi

Samagari - Ingredients

  • Soya paneer - 1 cup.
  • Shimla mirch - 1.
  • Pyaaz - 2 (katye huyee).
  • Tamatar - 1 kata huaa.
  • Hari mirch - 2.
  • Haraa dhaniya - 2 spoon.
  • Tail - awashkatanusar.
  • Tamatar sous - aawshaktanusar.
  • Laal mirch powder - 1/2 spoon.
  • Namak - sawadannusar.

Vidhi - Recipe

1. Ek kadai lee usme 2 spoon tail daal kar garam ke jiye .

2. Jaise hi tail garam ho jaye,  katye huye pyaaz wa hari mirch daal kar bhune.

3. Jub pyaaz sunharee ho jaye to shimlaa  mirch daal kar thoda chalaye, ab isme tamatar daale.

4. Tamatar ka paani sukhane lage to laal mirch ,namak wa 2 spoon tamatar sous deele ar fir milaye.

5. Ab is me soya paneer hath se masal kar  daal dee, ab isse 5 min tak pakne dee.

6. Ab gas of kar kai upar se barik kata hauaa dhaniya daal kar paroseiye.

No comments:

Post a Comment