Garami kai mosam me dahi se banaye koi bhi samagari aapko khane mai parose dee jaye to usse aucha bhalaa aur kiya ho sakta hai. Is mosam mai raite ko bana kai apne family ko khush ki jiye.
1. Ubalaye huaa aloo lee kar usse chotye -chotye tukado mai kaat lee.
2. Faita huaa dahi lee usme namak,kala namak,hari mirch,jeera powder,aur aloo kai tukade daal kar auchi tarah se milaye.
3. firejar me thanda hone kai liye 20- 25 min tak rakh dee.
4. Dhaniya powder se sajaa kar paroseiye.
Samagari - Ingredients
- Dahi ( faitaa huaa) - 200 gm.
- Aloo - 2( ubaliye huye). - 1/4 spoon.
- Namak - sawadanusar.
- Jeera powder - 1/4.
- Kala namak - 1/4 .
- Hari mirch -1 spoon (barik katye huye).
- Dhaniya patee - 2 spoon( barik kata huaa).
- Kali mirch powder - 1/4 spoon.
Vidhi - Recipe
1. Ubalaye huaa aloo lee kar usse chotye -chotye tukado mai kaat lee.
2. Faita huaa dahi lee usme namak,kala namak,hari mirch,jeera powder,aur aloo kai tukade daal kar auchi tarah se milaye.
3. firejar me thanda hone kai liye 20- 25 min tak rakh dee.
4. Dhaniya powder se sajaa kar paroseiye.
No comments:
Post a Comment