Friday 10 June 2016

Aloo Badi Special Recpie in Hindi

Maan li jiye aaj aapko khane me kuch special banan ho aur aap kai pass sirf aloo rakhe ho to ap kiya karye gaye. Ismai koi chinta ki baat nhi aaj hum banaye gaye aloo badi special. Aap jaantye hi ho ki badiya do tarah ki hotye hai mung daal ki aur urad daal ki hotye hai. Ye alag tarah ki dish hai aaye banatye hai aloo badi special.

Aloo Badi Special Recipe in Hindi

Samagari - Ingredients

  • Aloo - 250 gm ( lambaiye me katye huye).
  • Mungdaal badi -  8-9( tukdye).
  • Tamatar kataa huyaa - 1badaa.
  • Mattha - 1 cup.
  • Tail - 2 spoon.
  • Laal mirch powder - 1/2 spoon.
  • Garam masala - 1/2 spoon.
  • Jeera powder - 1/2 spoon.
  • Dhaniya powder - 1/2 spoon
  • Adrak paste - 1 spoon.
  • Lahsun paste - 1 spoon.
  • Haldi pwder - 1/2 spoon.
  • Haraa dhaniya - 1/2 cup.
  • Namak - sawadanusar.

Vidhi - Recipe


1. Ek kadai lee usme tail daal kar garam ki jiye,ab usme badi daal kar tal liye,unhai tal kar alag nikal  lee.

2. Bacchye tail me pyaaz aur adrak aur lahsun ka paste daal kar bhune.

3. 4-5 min bhun kar usme sabhi masale daal dee aur masalo ko auchi tarha bhune.

4. Masala bhun kar usme tamatar daal kar dhakan se dhak dee.

5. 5-7 min baad isme aloo,badiya ,mattha aur ek cup garam paani daal kar dhakan se dhak de ab isse   8-10 min tak pakne dee.

6. Ab dhakan utha kar dikhiye aloo aur badiya galiye hai ya nhi.yadi gal gaye hai to garam masala aur  hara dhaniya burak kar dhakan se dhak kar anch se uthar lee.

7. 5 min baad dhakna hata kar garam garam parosiye

No comments:

Post a Comment