Aaj hum banaye gaye bhindi mugfali ka raita ye bilkul alag tarha ka raita hai iska tast bahot hi alag sa hota hai. ye khane me bahot hi testy hai khanye ki table par chahai kitne bhi sabzi kiyu na ho agar raiya nhi hoto table adhuri mane jatye hai. Aaye apne khanye ki table ko pura kartye huye banatye hai bhindi mugfali ka raita.
Vidhi - Recipe
1. Sabse pahle bhindi ko kaat lee.
2. Ek kadai lee usme tail daal kar bhindi ko tal lee.
3. Ab tali huye bhindi ko paper par nikal lee taaki usme aatirikt tail nikal jaye.
4. Faite huye dahi lee.
5. Ek tawaa lee kar u spai mugfali daal kar usse bhun lee.
6. Bhune huye mugfali ka chura dahi mai milaaye.
7. Usme namak aur chini milaaye.
8. Ek pan lee usme 1 spoon tail daal kar usme jeera aur methi kai daane daal lee,
9. Ab hing, kadi pataa laal mirch aur hari mirch daalkar milaye.
9. Ab is raita kai upar daal dee fir parosiye.
Samagari -Ingredients
- Dahi -250 gm.
- Bhindi -100 gm.
- Mugfali - 2 spoon.
- Tail - awashakanusar.
- Namak- sawadaanusar.
- Kala namak - 1/4 spoon.
- Dhaniya patee - sajaawat kai liye.
Chok kai liye Samagari
- Methidaana - 1 spoon.
- Jeera - 1/2 spoon.
- Hing -1/4 spoon
- Kadi pataa - 3.
- Sabut laal mirch -1.
- Hari mirch - 2( barik katye huye).
Vidhi - Recipe
1. Sabse pahle bhindi ko kaat lee.2. Ek kadai lee usme tail daal kar bhindi ko tal lee.
3. Ab tali huye bhindi ko paper par nikal lee taaki usme aatirikt tail nikal jaye.
4. Faite huye dahi lee.
5. Ek tawaa lee kar u spai mugfali daal kar usse bhun lee.
6. Bhune huye mugfali ka chura dahi mai milaaye.
7. Usme namak aur chini milaaye.
8. Ek pan lee usme 1 spoon tail daal kar usme jeera aur methi kai daane daal lee,
9. Ab hing, kadi pataa laal mirch aur hari mirch daalkar milaye.
9. Ab is raita kai upar daal dee fir parosiye.
No comments:
Post a Comment