Hum sub jaantye hai ki baccho ko ghar kai khane se jiyda pasand hai bahor ka fast food kitna pasand aata hai. Aaye kiyu na baccho ki pasand ko dikhtye huye ghar me hi ek healthy fast food banaya jaye jo wo bahot hi maja lee kar khaye gaye. Ye aap chahaiye chaye kai sath ya fir cold drink kai saath kha sakhtye hai aaye banaye hai french fries.
1. Aloo ko chil kar kuch dear paani mai dubo dee, fir aloo ko patlaa - patlaa kaat lee, aloo ko paani se nikal lee.
2. Paani auchi taraha se ponch lee aur usse kisse dibbeye me daal kar kam se kam 1/2 ghanta freezer me rakh dee.
3. Ek kadai lee usme tail( oil ) daal kar tail ( oil ) garam ki jiye. ab issme aloo kai tukado ko daal kar fry ki jiye jub tak aloo sunhaira na ho jaiye.
4. Ek saath jiyda aloo kadai me daalne ki galte na kare.aisa karne se aloo kai tukade aapas mai chipak jaayege.
5. Jub aloo sunhaire ho jaaye to usse tissue paper par niklakar rakhdee taki jiyda tail( oil) usmai se nikal jaiye.
6. Ab freach fries par chat masala daal kar garma garam parosiye.
Samagari - Ingredients
- Aloo - 5 (badiye).
- Namak - suaawadansar.
- Tail ( Oil) - talne kai liye.
- Chat masala - upar se chidakne kai liye.
Vidhi - Recipe
1. Aloo ko chil kar kuch dear paani mai dubo dee, fir aloo ko patlaa - patlaa kaat lee, aloo ko paani se nikal lee.
2. Paani auchi taraha se ponch lee aur usse kisse dibbeye me daal kar kam se kam 1/2 ghanta freezer me rakh dee.
3. Ek kadai lee usme tail( oil ) daal kar tail ( oil ) garam ki jiye. ab issme aloo kai tukado ko daal kar fry ki jiye jub tak aloo sunhaira na ho jaiye.
4. Ek saath jiyda aloo kadai me daalne ki galte na kare.aisa karne se aloo kai tukade aapas mai chipak jaayege.
5. Jub aloo sunhaire ho jaaye to usse tissue paper par niklakar rakhdee taki jiyda tail( oil) usmai se nikal jaiye.
6. Ab freach fries par chat masala daal kar garma garam parosiye.
No comments:
Post a Comment