Monday 25 July 2016

Sukhi Arbi Recipe in Hindi

Humare ghar me sukhi arbi bahot hi khush ho kar khaye jatiye hai. Me is recipe ko aap logo kai saath share karna chahuge. Ye bahot hi teste recipe hai. Jo umid kartye hu aapki family ko bhi bahot pasand aaye ge .To aaye banatye hai sukhi arbi.


Samagari - Ingredients


Sukhi Arbi Recipe in Hindi* Arbi - 500 gm.
* Sarso ka tail - 30gm.
* Ajwain - 1/2 spoon.
* Haldi - 1/2 spoon.
* Laal mirch - 1/2 spoon.
* Dhaniya powder - 1/2 spoon.
* Garam masala - 1/2 spoon.
* Hing - 1/4 spoon.
* Namak - suwadanusar.


Vidhi - Recipe


1. Ek bartan lee usme arbi daal kar auchi tarah do lee jiye fir usse ubaal lee jiye.

2. Ab in ubaliye huye arbi ko chil kar lambi  mai kaat lee.

3. Ek kadai lee usme tail daal kar garam ki jiye, jub tail dhuaa chodne lagye to usme hing aur ajwain daale.ajwain kai laal hone par usme haldi,mirch aur dhaniyaa daal kar bhune.

4. Masalo ko auchi tarah se bhun kar isme katye huye arbi kai tukadiye daal dee aur auchi tarah masale mai lapete.

5. Ab amchur aur garam masala burakar ek baar fir auchi tarah chalaaye aur utaar lee.

6. Aapke liye chatpatye shukhi arbi ki sabzi tiyar hai.

No comments:

Post a Comment