Hum log paneer ki jiyd tar sabzi hi batye hai. Ye tawa paneer chaat paneer ki un recipe se alag hai. Ye khanye mai jitne teste hotye hai. Saath hi utne hi banane mai aasan. Is recipe mai paneer kai saath gol gappe ka bhi pariyog kiya gaya hai. Aaye banatye hai tawa paneer chaat recipe.
1. Ek non stick inducation tawa lee usme tail daal kar garam ki jiye.
2. Pyaaz daal kar sunhara hone tak bhune ,adrak paste aur lahsun paste milaa kar kuch min kai liye bhune.
3. Thoda paani milaa kar 1 min kai liye bhune ,hari mirch milaa kar 1 min kai liye bhun lee jiye.
4. Tamtar ki puree ,pava bhaji masala ,namak ,wa chaat masala milaa kar kam anch par tab tak pakaye jub tak ki tail masala se alag na ho jaaye.
5. Paneer aur aadh dhaniya milaa kar halka se chalatye huye milayee.
6. Namak ,mirch chakhiye aur 2 min kai liye pakaye.
7. Gol gappe mai chotye chaid kar kai paneer kai mishran bhare ,bachye huye dhaniye se sajawat ki jiye.
Samagari - Ingredients
- Paneer - 500gm ( 1/2 inch ka tukade mai kata huyaa).
- Gol gappe - aawashaktanusar.
- Tail (oil) - aawashaktanusar.
- Adrak paste - 1 spoon.
- Pyaaz - 2 ( barik katye huye).
- Lahsun paste - 1 spoon.
- Hari mirch - 3,4 (beeg rahit wa katiye huye).
- Tamatar puree - 3,4 cup.
- Pav bhaji masala - 3,4 spoon.
- Namak - suwadanusar.
- Chaat masala - 1/2 spoon.
- Taja hara dhaniya - 2,3 spoon.( barik kata huaa).
Vidhi - Recipe
1. Ek non stick inducation tawa lee usme tail daal kar garam ki jiye.
2. Pyaaz daal kar sunhara hone tak bhune ,adrak paste aur lahsun paste milaa kar kuch min kai liye bhune.
3. Thoda paani milaa kar 1 min kai liye bhune ,hari mirch milaa kar 1 min kai liye bhun lee jiye.
4. Tamtar ki puree ,pava bhaji masala ,namak ,wa chaat masala milaa kar kam anch par tab tak pakaye jub tak ki tail masala se alag na ho jaaye.
5. Paneer aur aadh dhaniya milaa kar halka se chalatye huye milayee.
6. Namak ,mirch chakhiye aur 2 min kai liye pakaye.
7. Gol gappe mai chotye chaid kar kai paneer kai mishran bhare ,bachye huye dhaniye se sajawat ki jiye.
No comments:
Post a Comment