Saturday, 16 July 2016

Aloo Rasedar Recipe in Hindi

Aaye aaj bantye hai aloo rasedar ye bahot hi jaldi banye waliye dish hai. Khane me bahot teste ye aap chaptiye ya parathye kai saath kha saktye hai. Ye recipe bus aloo se banye gaye hai isme koi aur sabzi ka pariyo nhi kiya gaya hai


Samagari - Ingredients



    Aloo Rasedar Recipe in Hindi
  • Aloo - 4,5 medium.
  • Adrak - 2 inch ka tukada.
  • Ghee - 4 spoon.
  • Jeera - 1 spoon.
  • Dahi - 1/2 cup.
  • Sandha namak - suwadanusar.
  • Laal mirch powder -1/2 spoon.
  • Haldi powder - 1/2 spoon.


Vidhi - Recipe



1. Aloo chil kar 1 inch kai tukade mai kaat lee,paani mai rakhe,aadha adrak kai lambe - lambe tukade kaat lee,baki adrak ko barik paste bana lee.

2. Non stick induction pan mai tail garam kare aur aloouo ko sunharaa hone tak bhun lee, sokhne waleye paper par rakh kar ghee nikal lee.

3. Use pan mai jeera bhune ,jub jeera rang badlane lagye to adrak paste milaaye thoda sa bhune.

4. Dahi aur aloo milaaye aur tab tak bhune jub tak ghee alag na ho jaye,sandha namak,laal mirch powder,aur katiye huye adrak milaaye.

5. Kam anch par 8-10  min kai liye pakaye katiye adrak se sajawat ki jiye.

6. Garma - garm parosiye.

No comments:

Post a Comment